wo jo khud-pairvi-e-ehd-e-wafa krta tha..
mujh sy milta tha tu talqeen-e-wafa krta tha..
us k daaman mn koi phool nhi mery liye..
jo meri tangi-e-daaman ka gila krta tha..
aj jo usko bulaya tu wo gumsum e raha..
dil dharkny ki jo awaz suna krty tha...
aj wo mere hr ik baat ka man'ni pochy..
jo mere soch ki tafseer likha krta tha..
us ki dehleez py sadiyon sy khari hon mohsin
mujh sy milny k jo lamhaat gina krta tha..
♥ --D-- ♥