Koi umeed jo hoti us k lout aane ki…
Phir na hoti asi halat dil dewane ki…
Mein to har haal mein khush rehne ki justju mein raha.
Na gai uski aadat wo stane ki.
Zindgi jabr-e-musalsal ki tarah kaat raha hon…
Nahi deta koi dua bhi mar jane ki…
Us k sang beeta har lamha yaad ata hai…
Jab bhi koshish ki us ko bhulane ki…
Ab to aksar yehi sochta rehta hun,
Us ko mangon ya
Mangon dua us ko bhul Jane ki
Phir na hoti asi halat dil dewane ki…
Mein to har haal mein khush rehne ki justju mein raha.
Na gai uski aadat wo stane ki.
Zindgi jabr-e-musalsal ki tarah kaat raha hon…
Nahi deta koi dua bhi mar jane ki…
Us k sang beeta har lamha yaad ata hai…
Jab bhi koshish ki us ko bhulane ki…
Ab to aksar yehi sochta rehta hun,
Us ko mangon ya
Mangon dua us ko bhul Jane ki